Blogger ki Security kaise Badaye taki koi Hack naa kar sake | Ep. #36
Manage episode 312290212 series 3231976
Agar aapki Blog Blogger.com par hai to usko secure rakhna bhi aapki hi jimmedari hai, taki koi usko Hack naa kar paye.. jisse aapka or aapke visitor ka nuksan naa ho..
Blogspot Blog ki Security kaise badaye or uske liye kin kin bato ka dhiyan rakhna hai wo mene iss podcast me bataya hai.
mene Podcast me inn topics ko cover kiya hai:
- Blog ka EMail alag banaye
- 2 Step Verification Enable kare
- Email Account ko Full Secure kare [Podcast: 19]
- Kisi or ko Admin Na banaye
- Crack Template use naa kare
- Widget ka diyan se use
- Hamesa Account Logout kare
- Net Cafe se Savdhan rahe
- Apni Site me Virus Check kare
- HTTPS on kare Blog me
Read Full Article: https://www.hindimehelp.com/blogger-ki-security-badaye/
Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare..
Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.
Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare.
----
Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group
---
Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..
Join me : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | TikTok | Telegram | www.HindiMeHelp.com
----
Podcast Available at : Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic
--- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message61 epizódok